Breaking

https://www.amazon.in/shop/funtechfood

Wednesday, 25 July 2018

MUNNA BHAI ARTIST SARWAR

MUNNA BHAI ARTIST SARWAR

is post me janenge ak bahrupiya kalakar ki
kala ki puri jankari



munna bhai ke bare me apne hamari purani post me parha hoga
munna bhai shadiyon or partiyon me apni kala ka pardarshan karte hain
munna bhai ka ye khandani paisha hai unhone bataya ki ye unki 8 vi padhi se hain
ab ham apko batate hain ki munna bhai ki kya kya khoobi hai
munna bhai batate hain ki wo koi bhi rup dhar ke 3:30 ghante tak bina hile dhule
or bina palak jhapkaye statue ban kar khade rah sakte hain hai or 3:30 ghante tak bina hile dhule khade rahna yahan tak ki palak bhi nahi jhapakana wakei bohat badi bat hai
or unhone bataya ki shadi 10 laakh ki ho ya  1 karod  ki shadi me har koi munna bhai ko hi dekhta hai
or jab wo apne kaam se free hote hain to log bohat daad dete hain or bohat duaon se nawaz te hain


AMAZING  GOLDEN  EYES  CAT
CLICK HERE


munna bhai ne bataya ki wo koi bhi rup dhar ke
3:30 ghante tak barf ki silla par bhi khade rah sakte hain
is video me hamne bataya ki munna bhai kese tayyar hote hain

to friends ye thi kuch jaankari munna bhai ke bare me

video or post pasand aaye to please like kijiyega or apne dosto ke saath share kijiyega
to milte hain ak new post ke saath
allah hafeez





No comments:

Post a Comment

Please do not enter any spam link in the comment box