MUNNA BHAI SARWAR ARTIST BEHRUPIYA
aaj bat karenge ak aise kalakar kijise munna bhai bahrupiya ke naam se jana jaata hai
hello friends me hun nisar welcome hai apka hamari blog website fun tech food pe
taraha taraha ke swaang rach kar logo ka mano ranjan kar apna or apne pariwar ka pet palna wala kalakar BAHRUPIYA
aksar aapne apne aas paas dekha hoga jo aksar bazaro me ghumte nazar aa jate hain
lekin ham bat kar rahe hain munna bhai ki
jo koi bhi rup dhar ke bazaro me nahi ghumte balki shadiyon partiyon ke moke par ya koi bhi kisi bade faction ke moke par bulave par hi jate hain or apne time ke hisab se paisa lete hain
jese agar koi shadi ke moke par bulata hai or bolta hai ki apko ak aurat ka rup dhar kar statue ban kar 3 ghante ghade rahana hai to apne usi taim ke hisab se ye apna mehanatana lete hain
![]() |
| MUNNA BHAI ARTIST SARWAR CLICK HERE |
munna bhai ne hame bataya ki ye unka khandani paisha ( dhandha ) hai
unke dada parh dadaon se in logo ka yahi
paisha hai or yahan tak ki inki aulad bhi isi
line me hai isi paishe se jaden hain
munna bhai batate hain ki meri 8 vi pidhi hai
matlab munna bhai ki 8 pidhiyan isi paishe se Judi Hain
munna bhai ke bare me or bhi rochak jankari hamare pas hai wo ham janenge
agli post
is post me filhal itna hi
apna khyal rakhiye duaon me yad rakhiyega
hamari post parhne ke liye bohat bohat dhanyawad
thanks
and
byyy

No comments:
Post a Comment
Please do not enter any spam link in the comment box